Welcome to SKR KARANTI VIDAYA ACADEMY PVT.LTD

🙏 स्वागत है SKR KRANTI VIDYA ACADEMYPVT. LTdमें गुणवत्तापूर्ण शिक्षा,📢 –   iso ,mca, msme, certifide ,comny  ..📜 – संविधान / विचार🌟

Guiding You to Greatness – With Shashank Sir"🎓"शशांक सर के साथ – हर लक्ष्य होगा पास 🇮🇳"✍️📜"ज्ञान, अनुशासन और प्रेरणा – यही है शशांक सर की पहचान""Shaping Bright Minds – Shashank Sir's Way"https://www.skr karanti vidya acdemy pvt.ltd/ 🎯  “संस्कार से शिक्षा, शिक्षा से शक्ति – SKR के संग बने हर मंज़िल सच्ची।”📚

Terms & Conditios

📜 Terms & Conditions – SKR KARANTI VIDYA ACADEMY PVT. LTD.

 

1. Acceptance of Terms

Student/Parent jab bhi institute me admission lete hain, ya services ka use karte hain, to wo in sabhi terms & conditions ko accept karte hain.

 

 

2. Eligibility Criteria

Har course ke liye alag eligibility criteria hota hai, jo admission se pehle bata diya jata hai. False documents dene par admission cancel ho sakta hai.

 

 

3. Fee Payment

 

Course fees time par pay karna zaroori hai.

 

Ek baar fee pay hone ke baad koi refund nahi milega.

 

Late payment par fine lag sakta hai.

 

 

 

4. Class Attendance

Minimum 75% attendance compulsory hai. Agar koi student is se kam attendance rakhta hai to usse exam me baithne nahi diya ja sakta.

 

 

5. Study Material

Institute dwara diye gaye study material sirf enrolled students ke personal use ke liye hai. Iska duplication ya sharing bina permission ke mana hai.

 

 

6. Use of Institute Premises

Institute ki property (like computers, furniture, lab etc.) ko damage karne par st

udent se repair cost li jayegi.

 

7. Behavior & Discipline

 

Har student ko

 discipline maintain karna hoga.

Ragging, misbehavior, ya institute ke rules ke khilaf koi bhi activity strict action ke liye liable hogi.

 

Repeat violations par expel bhi kiya ja sakta hai.

 

 

 

8. Certificate Issuance

 

Course complete karne ke baad hi certificate diya jata hai.

 

Duplicate certificate ke liye written application aur charges dene honge.

 

 

 

9. Data Privacy

Student ki personal details ko secure rakha jata hai. Ye data kisi third-party ke saath bina consent ke share nahi kiya jata.

 

 

10. Franchise & Business Agreement (अगर 

लागू हो)

Franchise lene wale व्यक्ति को अलग से agreement sign करना होगा, jisme company ke branding, fees, terms sab men

tioned honge.

11. Policy Modification

Institute apni terms & conditions kabhi bhi update kar sakt

a hai. Latest updates website par upload kiye jaate hain.